Tag: sms
-
Khusbu Tere Pyar Ki Mujhe Mehka Jati Hain
Khusbu Tere Pyar Ki Mujhe Mehka Jati Hain, Tere Har Baat Mujhe Bahka Jati Hain, Saans Toh Bahut Deir Leti Hain Aane Main, Har Saans Se Pahle Teri Yaad Aa Jati Hain. खुशबू तेरी प्यार की मुझे महका जाती है, तेरी हर बात मुझे बहका जाती है, साँस तो बहुत देर लेती है आने में,…
-
Heart Touching – Unhe Fursat Nahi Humse Baat Karne Ki
Unhe Fursat Nahi Humse Baat Karne Ki, Kabhi Humse Milne Ka Bahana Dundhte the, Rehne Lage Hain Unche Mehlon Mein, Kabhi Hamare Dil Mein Aashiyana Dundhte the.
-
Dard Shayari – Patthar ki hain duniya Jazbaat nahi samajti
Patthar ki hain duniya Jazbaat nahi samajti, Dil mein kya hain wo baat nahi samajti, Tanha to Chaand bhi hai sitaron ke beech, par chaand ka dard wo raat nahi samajti.
-
Funny SMS – Dik Me Gam Ankho Me Nami Hai
Dik Me Gam Ankho Me Nami Hai, Hamare Mobile Me Aapke Sms Ki Kami Hai, Nigah Aapke Sms Ke Intjar Me Jami Hai Itna Bata Do Khafa Ho Hamse Ya Balance Ki Kami Hai.
-
Funny SMS Shayari – Bapu Bole Koi Sms Na Kare To
Bapu Bole Koi Sms Na Kare To Tension Mat Lo, Use Sms Krte Raho Bole To Full Vinamrata Ke Sath Ek Din Uska Hriday Parivartan Hoga, Phir Msg Nhi Call Ayega.
-
4 Line Shayari – Chehre ki hasi se har gam chupao
Chehre ki hasi se har gam chupao, Bahut kuchh bolo par kuchh na batao. Khud na rutho kabhi par sabko manao, Ye raz hai zindagi ka, bas jeete chale jao.
-
Love Shayari – Bhagwan ne insan ko kya se kya
Bhagwan ne insan ko kya se kya bana diya, Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya, Do phoolon ka wajan na utha sakti thi Mumtaz, Sahjahan ne uske liye tajmahal bana diya.
-
Phool se pehle khusboo ko to dekho
Phool se pehle khusboo ko to dekho, Karne se pehle kaam ko to dekho, Kisi ke roop mein diwana na bano, Surat se pehle uske dil ko to dekho.
-
Har ek se achchi baat karna fitrat hai hamari
Har ek se achchi baat karna fitrat hai hamari, Har ek khush rahe ye hasrat hai hamari, Koi hum ko yaad kare ya na kare, Har ek ko yaad karna aadat hai hamari.
-
Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di
Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di, Aur log samajhne lage ki hum samajhdaar ho gaye.