Tag: love
-
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya. Nazro Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya. Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyu Karu. Jab Mujhe Teri Baaho Mein Sahara Mil Gaya.
-
Heart Touching – Mujse Wada Karo Mujhe Rulaoge
Mujse Wada Karo Mujhe Rulaoge Nahi, Halat Jo Bhi Ho Mujhe Bhulaoge Nahi, Chupa Kar Apni Aankhon Main Rakhoge Mujhko, Duniya Main Kissi Aurko Dikhaoge Nahi, Mere Lafz Mere Dil Ki Tehrirew Hain, Kasam Khao Inko Kabhi Jalaoge Nahi, Mujhe Yeh Yakin Dilao Mujhe Yaad Rakhoge, Meri Yaadow Ko Apne Dil se Mitaoge Nahi.
-
Khusbu Tere Pyar Ki Mujhe Mehka Jati Hain
Khusbu Tere Pyar Ki Mujhe Mehka Jati Hain, Tere Har Baat Mujhe Bahka Jati Hain, Saans Toh Bahut Deir Leti Hain Aane Main, Har Saans Se Pahle Teri Yaad Aa Jati Hain. खुशबू तेरी प्यार की मुझे महका जाती है, तेरी हर बात मुझे बहका जाती है, साँस तो बहुत देर लेती है आने में,…
-
Ek din sagar ne nadi se pucha
Ek din sagar ne nadi se pucha, Kab tak milti rahogi mujh khare jal se? Nadi ne hans kar kaha, Jab tak tujh me mithas na aa jaye tab tak.
-
4 Line Shayari – Chehre ki hasi se har gam chupao
Chehre ki hasi se har gam chupao, Bahut kuchh bolo par kuchh na batao. Khud na rutho kabhi par sabko manao, Ye raz hai zindagi ka, bas jeete chale jao.
-
Love Shayari – Bhagwan ne insan ko kya se kya
Bhagwan ne insan ko kya se kya bana diya, Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya, Do phoolon ka wajan na utha sakti thi Mumtaz, Sahjahan ne uske liye tajmahal bana diya.
-
Har ek se achchi baat karna fitrat hai hamari
Har ek se achchi baat karna fitrat hai hamari, Har ek khush rahe ye hasrat hai hamari, Koi hum ko yaad kare ya na kare, Har ek ko yaad karna aadat hai hamari.
-
Yaadon mein hum rahein ye ehsas rakhna
Yaadon mein hum rahein ye ehsas rakhna, Nazron se door sahi dil ke paas rakhna, Ye nahi kehte ke sath raho, Door sahi par yaad rakhna.
-
Aankhon mein khushi labon par hansi
Aankhon mein khushi, labon par hansi, Gham ka koi naam na ho, Aapko jahan ki saari khushiyan mile, in khushiyon ki kabhi sham na ho.
-
Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di
Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di, Aur log samajhne lage ki hum samajhdaar ho gaye.