Tag: dosti
-
In ankho se sapne churaya na karo
In ankho se sapne churaya na keroh umari dosti ko azmaya na kero, tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai unhe yu na ansuo mein gavaya kero…
-
Dosti Shayari – Dil Ki Ek Baat Tumhe Batata Hoon
Dil Ki Ek Baat Tumhe Batata Hoon, Phir Chahe Tum Isse Maano Ya Naa Maano, Kehta To Hoon Sabse Ki Tum Mere Dost Ho, Magar Pyar Ka Deep Dil Mein Tumhare Liye Hi Jalata Hoon. दिल की एक बात तुम्हे बताता हूँ, फिर चाहे तुम इससे मानो या ना मानो, कहता तो हूँ सबसे की…
-
Lakh Bhula Ke Dekho Ham Dil Se Yaad Ayenge
Lakh Bhula Ke Dekho Ham Dil Se Yaad Ayenge, Honge Aapke Bahut Dost Ham Alag Nazar Ayege Tum Pani Pi-pi Kar Thak Jana Ham Hichkiya Ban Ban Ke Satayege
-
Dosti Shayari – Kabhi Hume Bhi Yaad Kar Liya Karo
Hakikat Ki Raaho Mein Sapne Toot Jaate Hai, Mausam jo Badle To Phool Bhi Sukh Jaate Hai, Kabhi Hume Bhi Yaad Kar Liya Karo, Fir Mat Kehna Ki Dost Kyu Ruth Jate Hai.
-
Na ki dosti humne kisi ke kehne se
Na ki dosti humne kisi ke kehne se, Na joda rishta humne aansuo ke behne se, Humne to sirf tumhare dil ko dekha, Aur dosti kar li apne dil ke kehne se.
-
Best shayari collection for best friend in hindi
लोग दौलत देखते हैं, हम इज़्ज़त देखते हैं,लोग मंज़िल देखते हैं, हम सफ़र देखते हैं,लोग दोस्ती बनाते हैं, हम उसे निभाते हैं. दिल मैं में जिनको भी जगह देता हूँ खुद से ज़्यादा मैं उनका ख्याल रखता हूँ जैसे के तुम मेरे दोस्त. Sukoon sa Dil ko Milta hai Aey Dost, Tere Dil…
-
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai kehte hai uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
-
Hum Jeete Har Baazi Tabhi Mashhoor Ho Gaye
Hum Jeete Har Baazi Tabhi Mashhoor Ho Gaye, Teri Hasi Me Hase Toh Aansu Door Ho Gaye. Bas Ek Teri Badolat E Mere Dost , Aaj Hum Kaanch Se Kohinoor Ho Gaye.
-
Love shayari-dosti aakhir chhupaoge kab tak
Nazro se nazre tum churaoge kab tak, dosti aakhir chupaoge kab tak, mere paigam tumhe milte rahenge yunhi sada, Mere msg ko Mitao ge kabtak.
-
Dosti se badi koi jagir nahi hoti
Dosti se badi koi jaagir nahi hoti, Isse achhi koi tasveer nahi hoti, Ye ek baarik prem ka dhaga hai, Fir v isse majbut koi zanjeer nahi hoti.