Tag: dil
-
Dosti Shayari – Dil Ki Ek Baat Tumhe Batata Hoon
Dil Ki Ek Baat Tumhe Batata Hoon, Phir Chahe Tum Isse Maano Ya Naa Maano, Kehta To Hoon Sabse Ki Tum Mere Dost Ho, Magar Pyar Ka Deep Dil Mein Tumhare Liye Hi Jalata Hoon. दिल की एक बात तुम्हे बताता हूँ, फिर चाहे तुम इससे मानो या ना मानो, कहता तो हूँ सबसे की…
-
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai, Na Thodi Na Bahut Tamaam Likhi Hai, Kabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya Karo, Kyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai!
-
Khusbu Tere Pyar Ki Mujhe Mehka Jati Hain
Khusbu Tere Pyar Ki Mujhe Mehka Jati Hain, Tere Har Baat Mujhe Bahka Jati Hain, Saans Toh Bahut Deir Leti Hain Aane Main, Har Saans Se Pahle Teri Yaad Aa Jati Hain. खुशबू तेरी प्यार की मुझे महका जाती है, तेरी हर बात मुझे बहका जाती है, साँस तो बहुत देर लेती है आने में,…
-
Heart Touching – Unhe Fursat Nahi Humse Baat Karne Ki
Unhe Fursat Nahi Humse Baat Karne Ki, Kabhi Humse Milne Ka Bahana Dundhte the, Rehne Lage Hain Unche Mehlon Mein, Kabhi Hamare Dil Mein Aashiyana Dundhte the.
-
4 Line Shayari – Chehre ki hasi se har gam chupao
Chehre ki hasi se har gam chupao, Bahut kuchh bolo par kuchh na batao. Khud na rutho kabhi par sabko manao, Ye raz hai zindagi ka, bas jeete chale jao.
-
Phool se pehle khusboo ko to dekho
Phool se pehle khusboo ko to dekho, Karne se pehle kaam ko to dekho, Kisi ke roop mein diwana na bano, Surat se pehle uske dil ko to dekho.
-
Love Shayari – Yeh bhi ek dua hai khuda se
Yeh bhi ek dua hai khuda se, Kisi ka dil na dukhe hamari wajah se, Aye khuda kar de kuchh aisi inaayat hum pe, Ki khushiyaan hi milein sabko hamaari wajah se.
-
Love Shayari – Mera Dil Hai Jab Tak
Mera Dil Hai Jab Tak, Teri Justaju Hai Meri Zubaan Jab Tak, Teri Guftagu Hai Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera Jahan Dekhta Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai.
-
Sad Shayari – Kore kagaz par tera naam likhta hun
Kore kagaz par tera naam likhta hun subah aur shaam likhta hu, pata hai tu kabhi nahi padhegi mere dil ke jazbaat ko, fir bhi roz tere liye paigam likhta hu.