Category: Romantic Shayari
-
Sadiyon Se Ik Sapna Hai
Sadiyon Se Ik Sapna Hai, Kaho Pura Karogey Tum?? Bhool Jao Mere Siwa Sab Kuch, Kaho Aisa Karogey Tum?? Nahi Kuch Or Tamana Ab, Ke Bas Mere Hojao Tum, Kabhi Na Chor K Jaogey, Kaho Aisa Karogey Tum?? Faqat Ik Lafz Sunney Ko, Kaey Barson Se Tarsa Hun, Mujhey Apna Bana Lo Tum, Kaho Aisa…
-
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari, jaan ke liye kar doon kurban yaari, jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, ab tumse kya chhupaana, tum hi toh ho jaan hamaari.
-
Mere Dil Ki Har Dhadkan Tumhare Liye
Mere Dil Ki Har Dhadkan Tumhare Liye Hai Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai Tumhari Har Adaa Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai Ab To Meri Zindagi Tumhare Intezar Ke Liye Hai.
-
Kuch log tot kar chahtay hain
Kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain
-
Teri zulfo ki chaow me mai zindagi
Teri zulfo ki chaow me mai zindagi guzar du… aaja meri baho me sanam tujhe bepnah pyar du… duniya ki dhoop tujhko chhu bhi na payegi… is kadar se tujhpe do jahan mai war du… mai gareeb hu daulat nhi in sikko ki mere pas snam… magar khjane apne pyar ke tujhe beshumar du… tere…
-
Khuda Ne Mujhse Kaha
Khuda Ne Mujhse Kaha “Tu Chahe Lakh Sajde Kr”… Na vo Tera Tha Na Hai Or Na Hi Hoga… . Humne Bhi Dil Se Kaha “Aye Khuda.. Vo Mera Ho Chahe Na Ho… Muje To Usi Se Ishq Tha Usi Se Ishq Hai Or Usi Se Ishq Rhega
-
Dil ki hasrat jubaan pe aane lagi
Dil ki hasrat jubaan pe aane lagi, Tumne dekha aur zindgi muskurane lagi, Ye deewangi thi ya meri najar ka dhoka , Har surat me teri surat najar aane lagi..
-
Love Shayari – Duniya jise neend
Duniya jise neend kehti hai Jane wo kya chij hoti hai Hum jab v band krte hai aankhe Bas aapse milne ki tarkeeb hoti hai
-
Love Shayari – kash khushiyo ki
Kash khushiyo ki koi dukan hoti, Hume uski pehchan hoti, Bhar dete tumhare daaman ko khushiyo se, keemat uski chahe humari jaan hoti