Category: 4 Line Shayari
-
Tere Shath Hai To Mujhe Kya Kami Hai
Tere Shath Hai To Mujhe Kya Kami Hai.Teri Har Muskaan Se Mili Mujhe Kushi Hai.Mushuraate Rehna Isi Tarah Hamesha, Kyo Ki Teri Is Mushaan Me Meri Jaan Basi Ha..
-
Kaash Mile Woh Is Tarah K Phir Juda Na Ho
Kaash Mile Woh Is Tarah K Phir Juda Na Ho. Wo Samjhe Mera Mezaj Ko Or Kbhi Khafa Na Ho. Apne Ehsas Se Bant Le Tanhai Meri. Itna Pyar De Jo Pehlay Kisi Ne Dia Na Ho.
-
Sad Shayari – Hal Pal Ki Khushi Aapki Yaad Mein
Har Pal Ki Khushi Aapki Yaad Mein Hai Humari Har Dua Aapke Sath Mein Hai Door Reh Kar Bhi Aapko Yaad Karte Hain Zaroor Koi Pyari Si Ada Aap Mein Hai
-
Dard Shayari – Apne Hothon Par Saja Kar Tujhe
Apne Hothon Par Saja Kar Tujhe Main Tere Hi Geet Gana Chahta Hoon Jal Kar Bujh Jana Humari Kismat Sahi Bas Ek Baar Roshan Hona Chahta Hoon.
-
Love Shayari – Kahin kho na jaye zindagi
Kahin kho na jaye zindagi Mujj ko tu iss ko jee lene de teri aada teri sadda jaise hai ek jaam yeh muhabbat mujhe pi lene de
-
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya. Nazro Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya. Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyu Karu. Jab Mujhe Teri Baaho Mein Sahara Mil Gaya.
-
Dard Shayari – Patthar ki hain duniya Jazbaat nahi samajti
Patthar ki hain duniya Jazbaat nahi samajti, Dil mein kya hain wo baat nahi samajti, Tanha to Chaand bhi hai sitaron ke beech, par chaand ka dard wo raat nahi samajti.
-
4 Line Shayari – Chehre ki hasi se har gam chupao
Chehre ki hasi se har gam chupao, Bahut kuchh bolo par kuchh na batao. Khud na rutho kabhi par sabko manao, Ye raz hai zindagi ka, bas jeete chale jao.
-
Love Shayari – Bhagwan ne insan ko kya se kya
Bhagwan ne insan ko kya se kya bana diya, Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya, Do phoolon ka wajan na utha sakti thi Mumtaz, Sahjahan ne uske liye tajmahal bana diya.
-
Gham mein hasne walon ko kabhi rulaya nahi jata
Gham mein hasne walon ko kabhi rulaya nahi jata, Lehron se pani ko hataya nahi jata, Hone wale ho jate hain khudhi dil se apne, Kisi ko kehkar apna banaya nahi jata.