Author: crazyadmin
-
Sad Shayari – Kore kagaz par tera naam likhta hun
Kore kagaz par tera naam likhta hun subah aur shaam likhta hu, pata hai tu kabhi nahi padhegi mere dil ke jazbaat ko, fir bhi roz tere liye paigam likhta hu.
-
Tere aane se chehre par khushi aajati hai
Tere aane se chehre par khushi aajati hai, tere dur hote hi murjhaye phool jaisa ho jata hu Khabar nahi rehti mujhe khud ki jab teri yaadon me kho jata hu ab sirf teri yaad hi saath hai tu nahi ye aksar bhool jata hu Khwabo me hi sahi par har roz tujh se milta…
-
Tumhare lout aane ki najaane kyu ek aas hoti hai
Tumhare lout aane ki najaane kyu ek aas hoti hai, apne beete lamho ko yaad karke mujhe rahat hoti hai, mai kitna tadapta hu din raat tumhare intezar me Iski khabar tumhe kaha hoti hai.!
-
Mere Halaat aise hai ke mai kuch kar nahi sakta
Mere Halaat aise hai ke mai kuch kar nahi sakta Jo shaks Dil ke kaarib hai usse me paa nahi sakta Majburiyan kar deti hai juda, warna sagar ki bhi khwaish hongi kinare se mil ke rehne ki. Ab mai konsi koshish karu tumhe pane ki, hadd hoti hai kisi ko mohabbat me aazmane ki.
-
Sorry Shayari – Sirf mohabat ko pana hi mohabbat
Sirf mohabat ko pana hi mohabbat nahi hoti Kabhi tum bhi kar lete eitbaar to ye duri na hoti, Maaf kar dena galtiyo ko mere Tumhe Chote Pahuche aisi kabhi meri tamanna nahi hoti.!
-
Love Shayari – Kya likhu aisa ke meri Gazal
Kya likhu aisa ke meri Gazal mujhe sabse pyari lage fir socha aur tumhara naam likh diya. क्या लिखू ऐसा के मेरी ग़ज़ल मुझे सबसे प्यारी लगे फिर सोचा और तुम्हारा नाम लिख दिया.
-
Love Shayari – Mujhe tum se mohabbat ho gai hai
Mujhe tum se mohabbat ho gai hai Yeh duniya khubsurat ho gai hai. Khuda se roz, tumhein mangti hoon Meri chahat, meri ibadat ho gai hai..
-
Romantic Shayari – Khushbu ki tarah meri har sans main
Khushbu ki tarah meri har sans main, Pyar apna basane ka wada karo. Rang jitne tumhari mohabat ke hain, Mere dil me sajane ka wada karo
-
Romantic Shayari – Kya nam du main is deewangi ko
Kya nam du main is deewangi ko, Dil ki becheniya tadpane lagi hain, Batao kya kahu iss rawanagi se, Jo har pal tujhe bulane lagi hain.